Urdu Shayari

short urdu shayari 2

* Itni raat gaye Kyon apni qabra khod raha hai Galib

Itni raat gaye kyon apni qabara khod raha hai Galib
La, phawda mujhe de de !!

* Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi josh ke
sath!
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shor ke
sath!
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !

* Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain.

* Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Hawa hi hawa hai.

* Na jane ashk se aakho me kyo hai aaye hue,
Gujar gaya hai jamana tuzhe bhula ye huye.

* Jo hamse tum n mile to kuch hum mar na gaye,
Kahne ko bat rehe gayi aur din gujar gaye.

* Dil woh nagar nahi ki phir aabad ho sake,
Pachtawoge suno ye basti ujad ke.

* Janaje ko woh mere rukwa ke bole,
ye launtenge kab tak, kaha ja rahe ho.

* Koi aahat koi aawaz koi chah nahi,
Dil ki galiya badi sunsan hai aaye koi.

* Khushi se aag laga o es muhalle me,
Mera makan hi nahi tumhara ghar bhi hai.

* Pahle to khushi me bhi nikal aate the aasu,
Aab ranj bhi hota hai to rona nahi aata.

* Kata samaz kar hamse n daman bacha e ye,
Gujri hui bahar ki ek yadgar hu.

* Bechaini ya samet ke sare zaha ki,
Jab kuch n ban saka to mera dil bana diya.

short urdu shayari

* Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno

* Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,
Koi aanchal enhe milta to sitare hote.

* Jise dil diya woh dilhi chali gayi..
Jise pyar kiya woh italy chali gayi…
Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim…
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi…

* Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.

* Hamne mana aapme hogi sabra ki takat hamse jyada,
Dekh lo lekin utri hogi aapki surat hamse jyada.

* Mushkil ka meri unko mukshil se yeki aaya,
Samjhe meri mushkil ko magar badi mushkil se.

* Andaz apne dekhte hai aaine me woh,
Aur yebhi dekhte hai ke koi dekhta n ho.

* Dil na umid to nahi, nakam hi to hai,
Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.

* Bahut roai hai us aasu ke khatir,
Jo nikalta hai khushi ki intaha per.

* Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya,
Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya.

* Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe,
Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.

* Ek diya jo sare rah jalane nikle,
Aandhya bankar kai log buzane nikle.

* Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi,
Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka

Aansu ke chand boondon

Aansu ke chand boondon se wo rishtaa humara tod gaye
Tanha chhod ke humein gumon ko humara keh gaye
Unki ye anokhi aada kya thi hum ab tak na samajhe
Aur dardon ke baarish mein hum the ki akele reh gaye