Na jane kya baat thi uski
Na jane kya baat thi uski aankhon me,
Na jane kya najakat thi uski baaton me,
Humne to bus dekha uski sachai ko,
Na jane kya chahte thi uske pyar mein.
Na jane kya baat thi uski aankhon me,
Na jane kya najakat thi uski baaton me,
Humne to bus dekha uski sachai ko,
Na jane kya chahte thi uske pyar mein.
Kudrat k niymo se inayat na karna
in hasin nazaro se kaymat na karna
wo khud dega her chiz tumko bas
waqt se pahle pane ki khawhish na karna
By … anmol arora
Unko Pyar Karna Hamari Kamzori hai.
Unko keh na pana hamari majbori hai.
Vo kyun nahi samajhte hamari khamosi ko,
kya pyar ka izhar karna zaruri hai.
By … anmol arora
Badal ki tara awara hain hm,
ap bhula na sakoge wo insaan hain hum,
jo tutkr fna ho jae apki khwaish k lea,
asman ka wo andekha sitara hain hm.
By … anmol arora
Izhaar mohabbt ka kuch aise hua
kya kahe pyar kaise hua
Unki ek jhalak pe nisar hue hm
Sadgi me mar-mite aur Ankho se ikarar hua.
By …. anmol arora
Muskrana chaha muskra na sake ,
Geet bhi khusiyo ke hum ga na sake ,
Paray to kabhi apne bante nahi ,
Hum to apno ko bhi apna bana na sake .
By … anmol arora
Ik tum ho jeese pyar bhi yad nahi ,
Ik mein , hu jeese or kuch yad nahi ,
Jindgi moot ke do hi to tarane hai ,
Ik tume yad nahi , ik mujhe yad nahi .
By … anmol arora
Shayari Nasha Bhi Hai ,Ek Zajbaat Bhi Hai
HarToote Hue Dil Ka Ek Ehasaas Bhi Hai
Jo Samajh Sake Iske Lafzoon Ko,Uska Pyaar Bhi Hai
Aur Jo Na Samajh Sake, Uske Liye Ek Jhootha Khwaab Bhi Hai.
By … anmol arora
Apna dil pesh karu ya
Apni vafa pesh karu
Kuch samjh mein nahi aata
Tujhe kya pesh karu
Tujhe milne ki khushi mein fir
Koi nagma chedon ya
Tere dard judai ka gila pash karu.
By … anmol arora
Tumhe kya pata janam ki pyar kya hota hai
Tumhe kya pata janam ki pyar kya hota hai,
Pata to tab hota jab tumne kisi ka suna hota,
Dil me kya hai tumne usse samjha hota,
Aankhen kya kehna chahti hai tumse tumne
kabhi use mehsus kiya hota….?
Only for you.