Khawabo Ke Is Beyaba Main

Khawabo Ke Is Beyaba Main Mujhko Teri Yaad Rulaye
Lakin Tu Kya Jany Tujh Ko To Hum Yaad Na Aaye

Teri Baato Main Uljhy Hum Dhondhy Tery Saaye
Lakin Tu Kya Jany Tujh Ko To Hum Yaad Na Aaye

Teri Yadoo Ko Koi Dill Main Rakhta Her Dum Basaaye
Lakin Tu Kya Jany Tujh Ko To Hum Yaad Na Aaye

Kisi K Labo Per Hain Ye Duain To Bus Khushiya Hi Paaye
Lakin Tu Kya Jany Tujh Ko To Hum Yaad Na Aaye

Ae Kash Tujh Ko Kabhi Jo Mari Yaad Sataye
To Tu Kabhi Mujhey Is Jaha Main Na Paaye

Lakin Ye To Hain Mary Khawabo Ke Anjany Saaye
Kyo Ke Tu Kya Jany Teri Yaad Kitna Terpaye

Share

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *