Kehte Hai Sabhi Aatank Waad Inhe,
Haal Inka Lekin, Kisi Ne Na Jaana,
Kyun Bane Aatankwaad Ye, Na Poocha Kisine,
Lage Hain Sab Inpar Tohmat Lagaana,
Berozgaari Jab Bard Jaaye,
Ghar Mein Bhooke Jab Marr Jaaye,
Izaat Auroton Ki Sasti Pard Jaaye,
To Pardta Hai Mazlumo Ko Aisa Kadam Uthaana,
Agar Mil Jaaye Hqa Inhe Inka, To Kaisa Aatakwaad,
Jab Dete Hain Jaan Fizool Mein Ye,
Aata Hai Mohabbat Pe Inhe Bhi Jaan Lootaana,