Ishq Shayari

Wapis ata nai koi mar jana ke

wapis ata nai koi mar jana ke badh se,
sahid hai arzoo apki kareeb hu apke dur jana ke badh se.
yuh to faqt khus hu ma har kisi ke samana,
par dil kyun khus nai hai mushkurana ke badh se.
tuhati hui umeed or do pal je pyar se,
kyun kisi pe aitbaar nai raha apke jana ke badh se.
jab tak ap dur the ma darta tha,

kyun gabrata hu apke pas ana ke badh se.
chalo chup ho jata hai hum apni yeh zid chor ke,
par phir kyun apka jikar ched deta hu ek bahana ke badh
se.
khus itna kar de ki roya aa jaya,ya parasn kr de

itna ki anshu na aya khusi ke jana ke badh se.
khushi aur gum ko likhata hai

Apke ana se phela apke jana ke badh se.
apke ana se phela apke jana je badh se.

Jaane kyun har achcha lamhaa

Jaane kyun har achcha lamhaa pal

mein guzar kar yaadon mein samaa jata hai,

phir inn nazraano ko mann mein basa kar
ek nayi kahaani bana jata hai,

kyun iss kitaab ke har panne par

tera naam likha jata hai,

aankhon ki bhi kya galti hai

jab dard seedhe dil se nikal bahar aata hai.

Raat Se Din Aur Din Se Raat

Raat Se Din Aur Din Se Raat Nahi Karte Hain
Aate Rehte Hain Khayalon Main Har Pal
Par Asliyat Main Mulakaat Nahi Karte Hain
Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain Hum
Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain
Ashkon Main Doob Gayi Hain Palkein Aur Phir Zindigi Bhi
Band Barasna Yeh Ashq-E-Jazbaat Nahi Karte Hain
Bhool Gaye Hain HUM “muskaana”, Aur, Koshish Bhi.

Di Hai Ab To
Kia Karein Manzoor Yeh Haalaat Nahi Karte Hain
Aik Dam Aa Jaayein Who Saam Ne Aur Lag Jaayein Seene Se
Pyaar Karte Hain Hum Un Se Sacha Koi Bataye Unhein Uff
Koi Kasoor Hum Aji, Hazooraat Nahi Karte Hain
Khafa Kyun Hain? Yeh Pata Ho To Mana Lein Un Ko
Par Woh To Koi Bhi Ishaaraat Nahi Karte Hain
“AnMoL” Ki Patti Pe Jo Shabnam Hai Sookh Na Jaaye
Kisi Ki Zindigi Yun Hi Barbaad Nahi Karte Hain.

By … anmol arora