Hate Shayari

Nahi Jante The Ki Jeete Jee

Nahi Jante The Ki Jeete Jee Tum
Pyar Ke Naam Par Dhoka Doge.
Pyar Nahi Pyar Ka Sauda

Karte Nazar Aaoge.
Pyar Karti Thi, Isliye Maaf Kiya
Par Khuda Ke Insaf Se Tum Bhi Bach Nahi Paoge.
Tere Dhoke Ko Yaad Rakhungi Zindagi Bhar
Par Mere Pyar Ko Bhula Toh Tum Bhi Nahi Paoge.
Karoge Sachha Pyar, Tabhi Tum
Pyar Ka Matlab Jaan Paoge.
Aur Milega Dhoka Pyar Mein Jab, Tabhi Tum
Mera Dard Samjh Paoge.
Us Waqt, Gar Chaoge Maafi Mangnak, Toh
Kewal Pachchatap Karte Rah Jaoge.

Kunwara

Khud ko sharif batati hai
Awara main bhi nahin
Matlab bhari is duniya mein
Besahara main bhi nahin
Pyaar ke is mod pe aake kehti hai
ke shadi shuda hoon
Toh sun E khudgarz
Kunwara main bhi nahin

Kya Mohabbat Ke Vaade Hi…

Kya mohabbat ke vaade hi, kya vafaa ke hiraadhe hi,
wafaa ko daal banaker, bewaafa kuch log ban jathe hi,
Kya Ishq mhe kasme hi, Kya pyaar ki baathein hi,
Ager ho judaai, vo mulaakaathein yaadein ban jaathe hi

Hunki yaad phir aathi hi, bekudi tadpaathi hi,
Tanhaai duslethi hi, duniya ujad jaathi hi,
sapne tootjaathe hi, kaabh bikher jaathe hi,
Joote ummedhon mhe, hum doob jaathe hi.

Ab kohi zanjeer nahi, dil mhe kisi ka tasveer nahi,
Ab kohi manjil nahi, mera kohi taqdeer nahi,
kisi ko apna kareeb samajloon, yeh meri naseeb mhe nahi,
Thoota taara hoon, ab meri kohi tikaana nahi,

Kisi yaar ka ab intzaar nahi,
dil mhe kisi ka qaraar nahi,
Meri chaandini doob gaya,
tho chandni raathon ki intzaar nahi,
Jin aankon mhe khushiyohn ki toli thi,
ab humne kisi ka noor nahi,
Jis dil mhe yaadonn ki doli thi,
huse hutaane ki muje ab jaroorath nahi,

Dekho yaaro, pyaar mhe humne kya paaye,
hus na bhi chaahoon tho, hum rho pade,
Dekho meri jindgi ka roop rang dal gayi,
rona bhi chaahoon tho, akiyan mhe aansu kam pade…
Jindgi mhe mere kya kya badal aayi,
Ghum meri saari, apni saathi bani,

Na my kisi ka hua, na kohi mera hua,
Jindgi bani ek badh-duvaa,
Na my kisi ka hua, na kohi mera hua

Pyaar Ager Humse Root Aur Ko Jaaye Tho…

Aankh dokha hai, Yeh nazrhen dokha hai,
Bewafa honn se, yeh pyaar kartha hai,
Is jamaane mhe, hai bewafa hise,
Jo pyaar ko khel samajthe hai…

Paani mhe jaise, thoote kinaare
bahatha jaaye, kahi manjile,
Pyaar mhe vaisa, thoota dil yeh,
thoota aur ko bi jaaye,
aankh ber-aayetho hum, akshen pijaathe hain,
Dilyeh dukh diya tho, ghum ko sahjaathe hai,
yeh pyaar dokha hai, yeh yaar dokha hai,
Jinme hum chaah dhoonde, vo chaah dokha hai…

Uper se hi achaa, andher se joota,
umer hai yeh paglaa sa, samajna paaye,
dil hai naadani, dil hai boli si,
Kisiko bhi yeh dil, na pahachaan paaye,
aaj ke sanam ka yahi, yahi tho kahaani hi,
jo karthe hi sachaa pyaar, huski kerdethi berbaadhi,
Yeh sans dokha hi, ishq ki khsuboo dokha hi,
jo taaz hunme paayi, vo taaz dokha hi…

Pyaar Ka Maara…

Rahenn duvaa duvaa, jaayenge tho hum kahaan,
adhoore hi rahegaye, jo sajaayethe pyaar ki daastaan,
his jindgi ki her raah mhe, huski nazer aane lagha,
huske bina yeh zindgi adhoora sapna lagne lagha…

Saathi mere, humse hi mhon modlee,
Saath rang dikhlakher, akhele hame chod gayee…
Hi kya majboori thi huski, ki-se hai kya kaber,
Per meri jahaa.panaah se meri tabaah vo bangayi,

vo aaj bach ke nikalthi hai mere saaye se,
Per judaa na ho paayegi meri yaado se,
Mohabbath ki kisso mhe, hisi kahaani nahi,
ISHQ ke kitaabonn mhe, ik alag si nishaani chod gayi,

“JAB PYAAR KIYA THO DARNA KIYA”, meri kahaani mhe ik kahavath hi bani,
Per hisi kvaab diklakhe, muje tho vo berbaadh kergayi…
zindagi ber saath denaa tha jinhe,
do kadam humraah chal kar rukh gayi,

Jaate jaate vo kudko achhi nishaani de gayi,
Umer ber ko, saath mhe bewafaii ka naam le gayi,
Jaate jaate vo meri dil ki pyaas bujaagayi,
per meri palko ko husne ashkonn ki paanii de gayi…

Gham-e-Ishq

tumnay na kiya yaad humain bhool ker..
humnay tumhari yaad main sub kuch bhola diya

zindagii kat gaye manaate huye
ab iraadaa hai ruuthe jaane kaa

un ke dekhe se jo aa jaatii hai muuNh pe raunaq
vo samajhate hain ki biimaar kaa haal achchhaa hai

kam se kam maut se aisii mujhe ummiid nahi
zindagii tuu ne to dhoke pe diyaa hai dhokaa

hamako un se vafaa kii hai ummiid
jo nahin jaanate vafaa kyaa hai

kahate hain jiite hain ummiid pe log
ham ko jiine kii bhii ummiid nahii.

jiss dil mein basa tha pyar tera
uus dilko kabhi ka tod diya
badnaam na hone denge tujhai
tera naam hi lena chod diya

ciagrette jalaya tha teri yaad bholne ke liye
par khambakhat duwein ne bhe teri tasveer bana dale

ujaale apanii yaadon ke hamaare saath rahane do
na jaane kis galii mein zindagii kii shaam ho jaaye

tere ishq mein kahen mar na jawon
mujhe azmane ke khoshish mat kar

Chand Safar

Chand Safar Ka Saath Dekar
Saathi Ne chor diya
Apnon Ka Daaman Chorkar
Gairo ka Daaman Tham Liya
Tumne Diya Hain Zakhm, Hans ke Dard Le Liya
Kisse Karon Shikayat, Humne Zakhm Le Liya
Karke Vaada Laut Aaongi Daaman Mera Chor Diya
Par Karege Yaad Tumko Faisla Humne Kar Liya
Aankhon mein Meri Tasveer, Dil Mein Gair Ka Sauda Karte Ho
Chahat ka Ahsaas Dekar, Ansoon Ka Sauda Karte Ho
Zindagi Ke Safar Mein Tanha, Khud ko Paaoge
Har Taraf Tum Meri Hi Soorat Paaoge