Friendship Shayari

Yara Mera Birthday Bhool Na Jana

Yara Mera Birthday Bhool Na Jana
Dua Karna Aur Hamey Batana

Kuch Likh Doh Hamarey Liye Bhi Chain Aa Jayega
Warna Ek Shaam Fir Uski Yaad Meh Yuhi Beet Jayega

Kabhi Pehley Hum Yu Dua Maanga Nahi Kartey They
Saath They Unkey Toh Fir Socha Nahi Kartey They

Aaj Tanha Yu Reh Gaya Hu
Aap Key Saharey Ji Gaya Hu

1st December Koh Born Huye They
Sapney Hazaar Buney Huye They

Aap Ki Mehfil Meh Sajney Aa Gaye Hai
Yaaro Galey Lagao Apna Banney Aa Gaye Hai

Dil Ke Jazbat Ki Awaj Nahi Hoti

Dil Ke Jazbat Ki Awaj Nahi Hoti
Dosti Kabhi Lafzo Se Bhayan Nahi Hoti

Dard-E-Dil Meh Gum Ki Phool Khilta Hai
Ab Toh Tanhaye Asksar Humhe Milthi Hai

Muskura Rahe Teh Hum Par Ankho
Mein Asqu Kyu Behane Laghe

Sath Hamare Ye Jahan Tha Sara
Par Na Jane Kyun Kisi Ki Kami Si Thi

Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai
Inkar Karne Par Chahat Ka Ikraar Kyon Hai

Na Bhayan Karthe Woh Dard Dil Ka Toh
Aasuon Hothe Tere Daman Par

Aapse Dosti Hum Yun Hi Nahi Kar Baithe
Jane Kyu Humare Aasuon Ka Matlab Nahi Samajh Woh

Mat Karo Koi Wada Jise Tum Nibha Na Sako
Mat Chaho Use Jise Tum Paa Na Sako

Hamare Liye To Zindagi Hai Aap Ki Dosti
Pyaar Ke Bina Hai Kya Hasthi Humari

Joh Zindagi Ki Ibbadat Bangaye Ho Mere
Diwane Dil Koh Kya Samjho Woh Tho Tujpe Hai Fida

Ya Dil Pyar Ke Qabil Na Raha
Koi Bhi Izhar Ke Qabil Na Raha

Mahak Kum Na Ho Kabhi Apni Dosti Ki
Dosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majbur Kare
Kahi Yeh Pyaar Ki Aakhir Zindagi Na Ho

Doston Ke Kayi Rang Roop Dekhen

Doston Ke Kayi Rang Roop Dekhen
Kisi Ne Hume Loota Hai

Koi Humare Liye Loot Gaya Hai
Chaahat Mein Fark Hai Sab Ke

Kisi Ne Dua Di Hai Toh Koi Bad Dua De Gaya
Kisi Ne Humse Pyaar Kiya Toh Koi Humara Dil Todh Gaya

Kisi Ne Hume Khushiyan Di Toh Koi Humari
Muskurahat Hi Cheen Gaya

Kisi Ne Rah Par Phool Bichaye Hain
Toh Koi Kannte Chubho Gaya

Kisi Ne Rait Ke Ghar Bana Kar Diye
Koi Ghar Ko Hi Roondh Gaya

Kisi Ne Kishti Mein Ghoomaya
Koi Kishti Hi Doobo Gaya

Kisi Ne Dulhan Banne Ka Sapna Dikhaya
Par Koi Kafan Pahna Kar Chala Gaya

Ab Lagata Hai Kcuh Asar Hee Nahee Karata
Dekhte Rahate Hain Khamosh Se

Har Naye Dost Ka Rang Naya
Kisi Ne Dulhan Banne Ka Sapna Dikhaka
Par Koi Kafan Pahna Kar Chala Gaya