Aznabi Ho Kar Bhii Dil Ko Lubhaa Gaya Koi

Ajnabi Ho Kar Bhi Dil Ko Lubha Gaya Koyi
Dosti Kya Hain? Maaene Samjhaa Gaya Koyi

Guzree Hain Bin Barse Badaal Es Sehraa
Abr-E-Karam Bin Badal Barsa Gaya Koyi

Milkar Dard-E-Shayri Dost Sa Aznabi
Rukh Jindagi Ka Phiraa Gaya Koyi

Hooa Sabit Is Jahan Mein Pyar Hai Abaad
Itnaa Buraa Nahin Insaan Farma Gaya Koyi

De Kar paras Keh Kahe Aur Ummid-E-Wafa
Jindagi Baahoin Mein Bharna Sikha Gaya Koyi

Share

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *