Aksar Dekhein Hain Vada-E-Vaffa Karne Wale

Aksar Dekhein Hain Vada-E-Vaffa Karne Wale
Bhool Jatein Hain Dilbar Do Pal Ki Chahton Wale

Hotein Hain Karaar Pyaar Mein Kayi Kayi Hazaar
Cheen Letein Hain Har Lamha Jaan Tak Loutane Wale

Jab Dagga Dena Hi Maksad Ban Jaye Dil-Farebon Ka
Jism Toh Kya Rooh Tak Mitta Detein Hain Husan Wale

Kya Kissi Bewaffa Ke Anchal Se Tu Payega Jeet
Yahan Toh Khilwad Karte Hain Dil Laagane Wale

Share

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *