Maut Hai Kya Kaun Jaan Paya Hai Yeh
Maut Hai Kya Kaun Jaan Paya Hai Yeh, Koi Haqiqat Ya Ik Saya Hai Yeh,
Sannatta Cha Jata Hai Iske Naam Se, Kitni Bhayanak Dehshat Ki Chaya Hai Yeh,
Koi Paheli Na Suljha Saka Aaj Tak,
Maut Kya Hai Kaun Jaan Paya Hai Yeh , Ik Baar Merker Dekhna Chahta Hoon Mai
Kya Maut Ka Ehsaas Ker Paata Hoon Mai, Khauff Kaisa Har Taraf Chaa Hai Yeh Naa
Jaane Kaise Dil Aur Dimaag Mein Aaya Hai Yeh, Naa Jaane Log Maut Se Kyon Ghabraate
Hain Zindagi Ek Khawab Hai Maut To Apna Hamsaaya Hai Yeh,
Sab Jaante Hai Zindagi To Bewafa Hai Saath Chod Deti Hai Magar Maut Itni Wafadaar
Hai Ki Jaane Ke Baad Haath Bada Ker Bhula Leti Hai.
Rate this SMS Shayari
Post a Comment
Ralated Shayari
- Jaa Jaa Re Jaa Saj Naa
- Gira Kar Khud Ko
- Absaar Mein Kai Sapne Sajaate Hain
- Dil Bata Tu Kyu Pareshaan Hai
- Dil Apne Aap Dhadakta Hai Dhadkayaa Nahi Jaata
- Socha Nahi Tha Ki Izhaar Karne Se Pahele
- Is Jahan Mei Kab Kisi Ka
- Ye Baat Baree Hai Ki Ek Kadam Bhee
- Bada Khushnasib Hai Wo Tu Jiske Paas Bhi Hai
- Maine Pyaar Se Jina Sekhaa Hai
(0 votes, average: 0.0 out of 5)