Alame-Tanhai Har Khushi Se Mehroom Hota Hai Muskura Lena Bhi Yahan Bura Maloom Hota Hai
Tanhai Ko Kya Khabar Diye Zakhmon Ka Asar Ye Voh Sitamgar Hai Jo Bada Masoom Hota Hai
Barhaa Chookar Mujhe Chala Jaata Hai Voh Dhundta Hun Jab Maen Use To Madoom Hota Hai
Ab Usi Se Hai Fer Bani Ummed-E Vafa Apni Jiski Rifaaqat Khud Jafaa Ka Mafhoom Hota Hai
Subscribe to our newsletter and each week receive funny, romantic and sweet SMS Shayari messages in your email
Alame-Tanhai Har Khushi Se Mehroom Hota Hai
Muskura Lena Bhi Yahan Bura Maloom Hota Hai
Tanhai Ko Kya Khabar Diye Zakhmon Ka Asar
Ye Voh Sitamgar Hai Jo Bada Masoom Hota Hai
Barhaa Chookar Mujhe Chala Jaata Hai Voh
Dhundta Hun Jab Maen Use To Madoom Hota Hai
Ab Usi Se Hai Fer Bani Ummed-E Vafa Apni
Jiski Rifaaqat Khud Jafaa Ka Mafhoom Hota Hai