Sitaron ke bagair aasman mein rakha hai kya?
Bin tere jeene mein rakha hai kya?
Lagta hai sub kuchh adhoora adhoora sa,
Khushi ke bagair hasne mein rakha hai kya?
Nature Shayari
Results 11-15 of 65
Sitaron Ke Bagair Aasman Mein Rakha Hai Kya?
Category : Nature Shayari
Kahaan Le Chale Ho Bataa Do Musaafir
kahaan le chale ho bataado musaafir
sitaaron se aage ye kaisaa jahaan hai
khayaalon ki manjil ye khvaabon ki mahafil
samajh me na aaye ye duniyaa kahaan hai
kahaan rah gaye qaafilen baadalon ke
zamiin
sitaaron se aage ye kaisaa jahaan hai
khayaalon ki manjil ye khvaabon ki mahafil
samajh me na aaye ye duniyaa kahaan hai
kahaan rah gaye qaafilen baadalon ke
zamiin
Category : Nature Shayari
PEHLII BAUCHAAR
OOmas se mat himmat haar
Le paD gayii, pehlii baucHaar
Hariyaali ke swaagat mein
Toofaan ka saadar sweekaar
Sarwar nadi sabko mat laa
Naachein - jhoom, hilorein maar
Daanaa paanii
Le paD gayii, pehlii baucHaar
Hariyaali ke swaagat mein
Toofaan ka saadar sweekaar
Sarwar nadi sabko mat laa
Naachein - jhoom, hilorein maar
Daanaa paanii
Category : Nature Shayari
Kudrat Ka Husn.....
jidhar dekhiye husn nazar aa raha hai
mausam ka jadu kaher dhaa raha hai
bade naaz se hai muskuraai zameen
jhoom ke asmaan jhuka ja raha hai
nikhar gayi hai har shaiy rangini liye
baadalon se pyar
mausam ka jadu kaher dhaa raha hai
bade naaz se hai muskuraai zameen
jhoom ke asmaan jhuka ja raha hai
nikhar gayi hai har shaiy rangini liye
baadalon se pyar
Category : Nature Shayari
Kudrat Ke Nazaare......
dekho nazare kudrat ke, zameen pe asmaan hai yaroo
sab taraf khoon hi khoon hai,hai laashe bhi hai idhar
sab taraf phool hi phool hai,bahaare bhi hai udhar yaaro
cheekh pukar hai rone aur siskiyon ki awaaz hai yahan
Read The Full Shayari »
sab taraf khoon hi khoon hai,hai laashe bhi hai idhar
sab taraf phool hi phool hai,bahaare bhi hai udhar yaaro
cheekh pukar hai rone aur siskiyon ki awaaz hai yahan
Read The Full Shayari »
Category : Nature Shayari