Jab bhi koshish ki apne jakhmo ko bharne ki
Waqt ne kured kar aur dard badha diya
Bahut koshish ki nai duniya basane ki
Baharo ne khushiyo ko paas aane na diya
Baharo ko mai bulata raha
unhone dur.....
Category : Miscellaneous Shayari
1512 Views | (0) Comment
tutne ko to bahut kuch tut sakta hain
chaahe to har afsaana humse ruth sakta hain
kuch yun dekhi humne duniya ki haqeeqat
ye waqt mausam ki tarah na jaane kabhi bhi badal sakta hai.....
Category : Miscellaneous Shayari
430 Views | (0) Comment
Zindagi Hai Nadan Isliye Chup Hoon
Dard hi Dard Hai Subah Shamm Isliye Chup Hoon
Keh To Du Zamane se Dastan Apni
Lekin Usme Ayega Uska Naam Isliye Chup Hoon.....
Category : Miscellaneous Shayari
502 Views | (0) Comment
hawa mein bindas ud rahe the galib
hawa mein bethab ud rahe the galib
hawa mein aazad ud rahe the galib
phir kya huya ruk gayi hawa aur gir gaye galib.....
Category : Miscellaneous Shayari
502 Views | (0) Comment
ye aansoo jab bhi behte hain
tumhare Dukh me bahte hain
ke Barish jab bhi hoti hai
tumhe hi yaad karte hain
khushi koi jo aa jaye
tumhare bin adhuri hai
suno tum lout aao na
suno tum lout aao na.....
Category : Miscellaneous Shayari
562 Views | (0) Comment
Milan ki aarzo karna
Safar ki justuju karna
Jo tum mayos ho jao
To mujh se guftgu karna
Ye aksar ho bhi jata hai
ke koi kho bhi jata hai
Muqaddar ko satao ge
To phir ye so bhi jata hai
Agar tum.....
Category : Miscellaneous Shayari
817 Views | (0) Comment
Gaye Dino Ki Azeez Baatein,
Nigar Subhein Gulaab Raatein,
Bisat-E-Dil Bhi Ajeeb Shay Hai,
Hazar Jeetein Hazar Maatein,
Judaiyon Ki Hawayein,
Lamhon Ki Khushk Mitti Uda Rahi Hai,
Gayi Ruton Ka Malal Kab.....
Category : Miscellaneous Shayari
296 Views | (0) Comment
Utha ke dekha to raasta paya
Dost ko raah par khada paya
Mit gayi sab Shikayate dil ki
Dil se dildar ko jo chipataya
Kal jo boya tha beej koshish ka
Aaj uska hi phal badha paya
Dost insaaniyat ke.....
Category : Miscellaneous Shayari
369 Views | (0) Comment
khoob chha raha hai samaa bekari ka
na tumhe kuchh kaam na hume kuchh kaam
zindagi bhatak rahi hai in bekari ke andhero mein
par na koi raasta nazar aata hai na hi koi manzil
dur dur tak bas kaala ganghor andhera hi.....
Category : Miscellaneous Shayari
325 Views | (0) Comment
Tanhayi mein tujhe yaad karke roye
Teri yaadon mein jaage teri yaadon mein soye
Ajab hai silsila ye namaaz-e-ishq ka
Ke ada karke bhi roye aur qaza karke bhi roye.....
Category : Miscellaneous Shayari
289 Views | (0) Comment